Suji ke Toast-Suji ki Pocket-कम तेल में बना हुआ सूजी का चटपटा नाश्ता -Suji Recipe | Indian Food Channel

Hello Everyone!!
Aaj Hum aapke liye bahut hi healthy aur bilkul hi kam tel mein bna hua Suji keToast ka breakfast lekar aaye hai.Jisko aap ek bar khaoge to baar baar khane ka dil karta rahega. Suji ke es breakfast ko kayi naam se jana jata hai. Jaise ki Suji ki Pockects, Aloo Suji cutlets,Suji recipe,Suji Wraps, Suji ke Pocket, कम तेल में बना हुआ सूजी का चटपटा नाश्ता. Yeh recipe aap bna kar bachon ko tiffin mein de sakte ha. Aloo ki jagah Paneer,Tofu, ya aur bhi vegetables ko daal kar aur bhi swadisht bna sakte hai.
so chaliye dekhte hai hame Suji wrap bnane mein kya kya chahiye.

Ingredients:
Semolina(Suji) 1 cup
Curd 1/2 cup
Boiled potatoes 3-4
Onion 1
Green Peas 1/4 cup
Chopped Green Chilies 1 tbsp
Cumin seeds 1 tsp
Cumin powder 1/2 tsp
Coriander Powder 1 tsp
Garam Masala 1/2 tsp
Red Chili 1/2 tsp
Black Pepper(Powder) 1tsp
Mango Powder(Dry) 1 tsp
Kasuri methi
Salt 2 tsp
Water 2 cup
Coriander Chopped
Oil 5-6 tbsp

#Indianfoodchannel #HealthyBreakfast #SujikeToast

Agar aapko humare videos ache lagte hai to hamare youtube channel ko Subscribe Jarur karien.
Thank you
Share this Post:

Related Posts: