Banaye Nariyal ke Swadist Peethe|Peethe Kaise Banaye|SAI FOODY KITCHEN VARIETY OF RECIPE

Hi Friends,
Welcome to my channel Sai Foody Kitchen iss video me hum aap ko nariyal ke sweet peethe banane ka tarika bataenge to aiye jaane ge...
nariyal ki stuffing banane ke ingredients...
1.nariyal- kaddukas kiya hua 1bowl
2.ilaichi powder-1tab spoon
3.sugar-1cup
peetha banane ke liye sabse pehle kadai me 1tab spoon oil dalenge uske baad humne pehle se chaval ka beter ready karke rakha tha use daalenge medium flame pe use pakne denge phir nariyal ka stuffing daalenge bichme uske baad ise pakne denge pakne ke baad phir upar se beter daal denge phir dhak denge 5min uske baad hamare pithe serve karne ke liye ready hai to agar aapko video pasand aaya hai to LIKE,SHARE,COMMENTS AUR SUBSCRIBE KARKE BELL ICON PRESS KARNA NA BHULE TAAKI AANE WALI VIDEO KI NOTIFICATION AAPKO MILTY RAHE...THANKS FOR WATCHING ...



About
HI Friends,
Humare Iss Channel main Hum Aap Tak Swadist Recipe Banana Ki Tarika Aap Tak Pahuchte Hai aur Koshish Karte Hai Kaise Jayada Kharch se kam Kharch main Achi Recipe Banaye..Wo App Tak Pahuchate Hai..

OUR OTHER VIDEO
https://youtu.be/yuFZJnjFG1k
https://youtu.be/KI2xQTl75dM
https://youtu.be/Z7aSMWbVBDk
https://youtu.be/Taq2I9_7QhI
https://youtu.be/Smp2BFzpiQo
EMAIL [email protected]
Share this Post:

Related Posts: